Earn Money With Your Facebook Account (Page)
Kia
ap jante hain k ap apne facebook account k zariye guaranted paise
kama sakte hain. Facebook k zariye se paise kamane k liye apko neeche di
gai hidayat par amal kerna ho ga bas ap hamari hidayat per amal kerain
ager koi masla darpaish ho to isi post k neeche comment kerain apko ap k sawal ka
jawab jald se jald de diya jaye ga.
1. Facebook k zariye paise kamane k liye sab se pehle apko facebook par aik account banana ho ga jaisa k mujhe umeed hai ap pehle se aik apna account rakhte hi hoon gay. Bas aik naya account banain us k baad apne account main login hone k baad neeche click kerain

bas
is uper walay link par click kerne k baad ap k samne facebook page
create kerne ka aik page open ho jaye ga bas yahan se ap kisi bhi topic
par apna facebook page bana sakte hain page banana bohat hi asan hai.
sab se pehle koi bhi page category select kerain aur page ka koi bhi
naam rakhain us k baad ap se ap k page ki munasibat se kuch
informations mangi jaye gi bas wo informations dain aur next kerain.
lijiye apka facebook page tayar ho gaya hai.
2. Facebook page tayar hone k baad ap apne page k uper aik like button dekhain gay jo k aam tor par is tarhan ki shaqal ka ho ga

ab ap ka kasm start hota
hai ab ap ne apne is page ko promote kerna hai yani apne jan'ne walay
aur unknown logon ko is page par click kerne ko kehna hai jitne log
ap k page ko like kerain gay utne hi samjhain apne paise kama liye yani
ager ap k page k likes 10000 hain to ap ne Rs. 50000 se Rs. 70000 tak
earn kar liye .
3. Ab likes ki tadaad 5000 se 10000 tak pohnchne par ap in likes ko easily sale kar sakte hain ap freelancer.com ya freelance.com per jaye aur wahan facebook likes sale kerne k liye apni price offer k sath ad post kerain ap dekhain gay ap k is page ko khareedne walon ki kitni bari tadaad ap k is page par boli lagati hai. Bas jo price apko munasib lagay us bid ya offer ko accept kerain aur apne likes ya page ko sale ker dain . Waise apko google search se freelancer aur freelance se bhi ziyada likes k paise dene wali websites mil jaye gi mager main apko freelance aur freelancer hi prefer karoon ga.
4. Ap k zehan main yeh sawal zaroor aa raha ho ga k koi in likes ka karay ga kia . Jab koi company , website owner , ya kisi product k liye ap k likes purchase kerta hai to likes walay page se uski product , website aur company k miyar ka logon ko us company ka facebook page visit kerne se pata chalta hai . Pakistan main is kaam k baray main jan'ne walay abhi kam hain mager jo jante hain wo is kaam se bohat ziyada paise kama rahay hain aksar apne facebook comments main ya chat main ya personal message main page like kerne ki requests dekhi ho gi bas wo log apne page k likes barha ker usay sale kerna chate hain. India aur bangladesh main is kam se bohat ziyada earning ki ja rahi hai mujhe umeed hai hamare Pakistani bhai behan bhi is kaam se khoob faida uthain gay.

Thanks for read this article
koi b problem ho to Comments karein...

Aslamo Alaikum dear how are you bro i m also seo expert and mein easly likes increase ker sakta hu kia ap mujhe bata skte hein k jb likes sale karne ho to kia method hota hai 0324-6401383
ReplyDeleteWelcome to AD-Tech Computer Education,Free Online Certification,
ReplyDeleteOnline Education,Free Online Computer Testing,Online Education ,Distance Online Education
Best Computer Institute in Rawalpindi Pakistan.
www.adtech.com.pk